Explore a Educational support for yourself.

BANK ME PO BANIYE

Bank ke exam ka pattern almost same hota hai sabi banks me . exap pepar 5 parts me devide hota hia.
BANK ME PO BANIYE के लिए चित्र परिणाम

  1. Maths : maths ise quantity aptitude bhi bolte hai . banking exam me math ke syllabus kafi bada hai apko kai topic se question puche ja sate hai. Jaha me kuch main topic bata raha hu jo app dekh sate hai . question niche diye gaye kis bhi topic se puche jaa sakte hai.

-Numbers
-hcf and lcm
-percentage
-average
-ration
-profit and loss
-partnership
-time and work
-simple interest etc.








  1. Reasoning ability: reasoning bank exam ka 2nd part hai . issme kuch reasing se sambandhit questions puche jate hai. Yaha pako series ke question bhi puche ja sakte hai . relation se related quetoins bhi puche jate hai. Jo topic reasoning ability me cover hote hai wo niche diye gaye hai.

  • Classification
  • Series
  • Password
  • Alphabed
  • Ranking
  • Coding
  • Blood relation etc.











  1. english – enlish bank exam ka mukhya part hai . yaha par pako English se related question puche jaa sakte hai. Apko fill in the blank, common error in English, article ke based par kuch question puche jate hai bank exam me . apko ye part badi samajdari orh jaldi finish karna hota hai kyuki iss part me kaffi time lag jata hai . for example : agar app english ka koi paragraph lekar beto orh uss paragraph se related question ka answer dhundo toh apko kamse kam 30 minut chahai use solve karne me but banking jobs me apke paas time kam hota hai. Apko dusre parts bhi dekhtne hote hai. Agar app enlish me pass ho jato but duste parts me pas nahi ho puto toh app rejected list me aa jate ho toh behtar yehi hoga ki app sare parts tik se sove kare orh sabme maximum marks paye taki app thik se qualifiny kar sake apne exam ko. App me apko wo topic batane jaa rha hu jo bank exam ke English wale part me ata hai.

-passage
-common errors
-fill in the blanks
– paragraph rearrangement
-synonyms
-antonyms etc.










  1. general awareness: bank me general awareness se related question bhi puche jate hai. Ye kisi bhi current topic se related ho sate hai. Toh ase questions ke prepare hone ke liye apko roj newspaper padhna chahaia. Taki apno current me kya ho raha hai pata ho. App magazine, current affairs se related topic padh sakte hai. Ho sake toh app tv me current topic par hone walw debade bhi dekh sakte hai. Isse apke mind me sare current topic se related point rahenge orh app exam ke time thik se answer de sakenge general awareness se related question ka. Wo topic jo general knowledge me shamil hote hai iss prakar hai.

  • Sports
  • Economy
  • Science
  • Banking knowledge
  • Politics
  • Current events
  • Important awards etc.









  1. Marketing and computer : ajkal ek new topic banking exam me shamil ho gya hai wo hai marketing and compute knowledge. Apko iss topic se related kuch bhi pucha jaa sata hai.

-operating and dos
-shortcut key of computer
-marketing concept
-business concept etc.


EmoticonEmoticon