Dosto,
Coaching Join karne ke baad aap ko bahut man laga ke apne kaam pe dhyan dena chahiye. Aksar dekha gaya hai ki admission ke baad hum sust parh jaaten hai. In 5 point ko dhyna me rakhe aur kabhi ye galatiya na karen
Adhikar Students admission to bahut man se lete hain magar admission ke baad wo coaching classes me regular nahi rahte. Ye badi galati hai . Aapne sanstha ko har ek class ke liye paise pay kiye hain. Aur agar aap bunk marte hain to couseware pichhad jaayega

- Absent Hona

2. Class me concentrate na karna
Class me apni consentration banaye rakhe.
3. Bina wajah ki bewajah discussion me involve hona
Bekar ke discussion aur bahas se bachen. Aap ka bahut sara kimti samay bachega.
Haan achcche debates me participate zarur karen
4. Workshop aur seminars ko avoid karna
Aap workshop aur seminars ko aviod na kare. inse bahut fayda hota hai
5. Apna Roz ka kaam aiur schedule follow na karna
Agar aapne ek se zyada subject ke liye coaching join ki hai to saare subject ko barabar mahattva dijiye. Isse aapko kafi fayda pahuchega
EmoticonEmoticon