Explore a Educational support for yourself.

COACHING KAB JOING KAREN

Dosto ,

Coaching ko kab join karna chahiye ye janna behad zaruri hai. Agar aap koi preparation kar rahe hain ya karna chahte hain aur uske liye coaching ki help lena chahte hain to hum batayenge ki kaun sa waqt coaching join karne ka best waqt hoga 



1) Agar aap ki taiyari me aapne 1 saal ki preparation ka mood banaya hai to starting me coaching join kar len 

2) Is baat ka khayal rakhen ki coaching 12 mahine me apne syllabus na khatm kare. balki 6-7 month me hi khatm kar de

3) Baki bace huye samay me aapko revise karne ka poora waqt mil jaayega

4) Exams se 9 week pahle coaching ko off kar den

5) Ispe dhyan na den ki kya syllabus baaki hai . Jo study kiya hai uspe hi concentrate kare. Last days me ye sochna ki kya chhoot gaya hai theek nahi rahega

6) Coaching ke schedule , course mile stone aur exams ki date ko parallel monitor karte rahen .

7) Last ke 2 months me apni speed barha de aur coaching wale sir ko bhi apne speed barhane ko bole taki samay se pahle course poora ho jaaye.





coaching के लिए चित्र परिणाम


EmoticonEmoticon